Nafrat Shayari

Nafrat Shayari

Nafrat Shayari-नफरत शायरी

Nafrat Shayari-hindi shayari-albumshayari.com
Nafrat Shayari

Tum Nafrat Ka Dharna Qayamat Tak Jari Rakho,
Main Pyaar Ka Isteefa Zindagi Bhar Nahin Doonga.

तुम नफरत का धरना कयामत तक जारी रखो,
मैं प्यार का इस्तीफा जिंदगी भर नहीं दूंगा.

Nafraton Ke Jahan Mein Hamko, 
Pyaar Ki Bastiyan Basani Hain, 
Door Rahna Koi Kamaal Nahin, 
Paas Aake Baat Banani hai.

नफरतों के जहां में हमको प्यार की बस्तियां बसानी हैं, 
दूर रहना कोई कमाल नहीं, पास आके बात बनानी है.

Mohobbat Aur Nafrat Sab Mil Chuke Hain Mujhe, 
Ab Takreeban Mukammal Ho Chuka Hoon Main.
Nafrat Shayari

मोहब्बत और नफरत सब मिल चुके हैं मुझे, 
अब तकरीबन मुकम्मल हो चुका हूँ मैं.

Mohabbat Karne Se Fursat Nahin Mili Dosto, 
Varna Hum Karke Batate Nafrat Kisko Kahte Hain.

मोहब्बत करने से फुरसत नहीं मिली दोस्तो,
वरना हम करके बताते नफरत किसको कहते हैं.

Kabhi Usne Bhi Hume Chahat Ka Paigam Likha Tha, 
Sab Kuchh Usne Apna Humare Naam Likha Tha. 
Suna Hai Aaj Unko Humare Zikr Se Bhi Nafrat Hai, 
Jisne Kabhi Apne Dil Par Humara Naam Likha Tha.

कभी उसने भी हमें चाहत का पैगाम लिखा था,
सब कुछ उसने अपना हमारे नाम लिखा था.
सुना है आज उनको हमारे जिक्र से भी नफ़रत है,
जिसने कभी अपने दिल पर हमारा नाम लिखा था.
Nafrat Shayari

Jab Nafrat Karte Karte Thak Jao, 
Tab Ek Mauka Pyaar Ka Bhi Dena.

जब नफरत करते करते थक जाओ, 
तब एक मौका प्यार का भी देना.

Kuch Is Ada Se Nibhana Hai Kirdaar Mera Mujhko,
Jinhen Muhabbat Na Ho Mujhse Wo Nafrat Bhi Na Kar Sake.

कुछ इस अदा से निभाना है किरदार मेरा मुझको, 
जिन्हें मुहब्बत ना हो मुझसे वो नफरत भी ना कर सके.

Nafrat Ho Jayegi Tujhe Apne Hi Kiradaar Se, 
Agar Main Tere Hi Andaj Mein Tujhse Baat Karun.
Nafrat Shayari

नफ़रत हो जायेगी तुझे अपने ही किरदार से, 
अगर मैं तेरे ही अंदाज में तुझसे बात करुं.

Dekh Kar Usko Tera Yun Palat Jaana, 
Nafrat Bata Rahi Hai Toone Ishq Bemishal Kiya Hai.

देख कर उसको तेरा यूँ पलट जाना, 
नफरत बता रही है तूने इश्क बेमिशाल किया है.

Tujhe Pyaar Bhi Teri Aukat Se Jyaada Kiya Tha, 
Ab Baat Nafrat Ki Hai To Nafrat Hi Sahi.

तुझे प्यार भी तेरी औकात से ज्यादा किया था,
अब बात नफरत की है तो नफरत ही सही.
Nafrat Shayari

Hamein Barbaad Karna Hai To Hamse Pyaar Karo, 
Nafarat Karoge To Khud Barbaad Ho Jaoge.

हमें बरबाद करना है तो हमसे प्यार करो, 
नफरत करोगे तो खुद बरबाद हो जाओगे.

Haan Mujhe Rasm-E-Mohabbat Ka Saleeqa Hi Nahin, 
Ja Kisi Aur Ka Hone Ki Ijaazat Hai Tujhe.

हाँ मुझे रस्म-ए-मोहब्बत का सलीक़ा ही नहीं, 
जा किसी और का होने की इजाज़त है तुझे.

Agar Itni Hi Nafrat Hai Humse To, 
Dil Se Kuchh Aisee Dua Karo. 
Ki Aaj Hi Tumhari Dua Bhi Poori Ho Jaaye, 
Aur Hamari Zindagi Bhi.
Nafrat Shayari

अगर इतनी ही नफरत है हमसे तो, 
दिल से कुछ ऐसी दुआ करो. 
कि आज ही तुम्हारी दुआ भी पूरी हो जाये, 
और हमारी ज़िन्दगी भी.

Usne Nafrat Se Jo Dekha Hai To Yaad Aaya, 
Kitne Rishte Uski Khatir Yun Hi Tod Aaya. 
Kitne Dhundhle Hain Ye Chehre Jinhe Apnaya Hai, 
Kitni Ujali Thi Wo Aankhein Jinhe Chhod Aaya Hu.

उसने नफ़रत से जो देखा है तो याद आया,
कितने रिश्ते उसकी ख़ातिर यूँ ही तोड़ आया हूँ.
कितने धुंधले हैं ये चेहरे जिन्हें अपनाया है,
कितनी उजली थी वो आँखें जिन्हें छोड़ आया हूँ.

Kabhi Usne Bhi Humen Mohabbat Ka Paigaam Likha Tha, 
Sab Kuchh Usne Apna Hamare Naam Likha Tha. 
Suna Hai Aaj Unko Humare Zikr Se Bhi Nafarat Hai, 
Jisne Kabhi Apne Dil Par Humara Naam Likha Tha.

कभी उसने भी हमें मोहब्बत का पैगाम लिखा था, 
सब कुछ उसने अपना हमारे नाम लिखा था. 
सुना है आज उनको हमारे जिक्र से भी नफ़रत है, 
जिसने कभी अपने दिल पर हमारा नाम लिखा था.
Tik Tok Status: Click Here

Usne Nafrat Se Jo Dekha Hai To Yaad Aaya, 
Kitne Rishte Uski Khatir Yun Hi Tod Aaya Hun. 
Kitne Dhundhle Hain Ye Chehre Jinhen Apnaya Hai, 
Kitni Ujli Thi Wo Aankhen Jinhen Chhod Aaya Hun.

उसने नफ़रत से जो देखा है तो याद आया, 
कितने रिश्ते उसकी ख़ातिर यूँ ही तोड़ आया हूँ. 
कितने धुंधले हैं ये चेहरे जिन्हें अपनाया है, 
कितनी उजली थी वो आँखें जिन्हें छोड़ आया हूँ.

Tum Nafrat Karo Ya Mohabbat, 
Dono Hamare Haq Mein Behtar Hain. 
Nafrat Karoge To Ham Tumhare Dimag Mein, 
Mohabbat Karoge To Dil Mein Bas Jayenge.

तुम नफरत करो या मोहब्बत, 
दोनों हमारे हक में बेहतर हैं. 
नफरत करोगे तो हम तुम्हारे दिमाग में, 
मोहब्बत करोगे तो दिल में बस जायेंगे.

Gujre Hain Ishq Mein Hum Is Mukaam Se 
Nafrat Si Ho Gai Hai Mohabbat Ke Naam Se, 
Hum Wo Nahin Jo Mohabbat Mein 
Ro Kar Ke Zindagi Ko Gujaar Den, 
Agar Parchhai Bhi Teri Najar Aa Jaye 
To Use Bhi Thokar Maar Den.
Nafrat Shayari

गुजरे हैं इश्क़ में हम इस मुकाम से 
नफरत सी हो गई है मोहब्बत के नाम से, 
हम वो नहीं जो मोहब्बत में 
रो कर के जिंदगी को गुजार दें, 
अगर परछाई भी तेरी नजर आ जाए 
तो उसे भी ठोकर मार दें.

Baith Kar Sochte Hain Ab Ke Kya Khoya Kya Paya, 
Unki Nafrat Ne Tode Bahut Meri Wafa Ke Ghar.

बैठ कर सोचते हैं अब कि क्या खोया क्या पाया, 

उनकी नफरत ने तोड़े बहुत मेरी वफ़ा के घर.

Woh Nafratein Paale Rahe Hum Pyar Nibhate Rahe, 
Lo Yeh Zindgi Bhi Kat Gayi Khaali Haath Si.

वो नफरतें पाले रहे हम प्यार निभाते रहे, 

लो ये जिंदगी भी कट गयी खाली हाथ सी.

Khuda Salamat Rakhna Unhen, 
Jo Humse Nafrat Karte Hain. 
Pyaar Na Sahi Nafrat Hi Sahi, 
Kuchh To Hai Jo Wo Humse Karte Hain.

खुदा सलामत रखना उन्हें, जो हमसे नफरत करते हैं. 
प्यार न सही नफरत ही सही, कुछ तो है जो वो हमसे करते हैं.
Nafrat Shayari

Na Mohabbat Sambhali Gayi, Na Nafratein Paali Gayi. 
Afsos Hai Us Zindagi Ka, Jo Tere Peechhe Khali Gayi.

न मोहब्बत संभाली गई, न नफरतें पाली गईं, 

अफसोस है उस जिंदगी का, जो तेरे पीछे खाली गई.

Ehsaas Badal Jaate Hain Bas Aur Kuchh Nahin, 
Varna Nafrat Aur Mohabbat Ek Hi Dil Mein Hoti Hai.

एहसास बदल जाते हैं बस और कुछ नहीं, 

वरना नफरत और मोहब्बत एक ही दिल में होती है.

Kuchh Juda Sa Hai Mere Mahaboob Ka Andaaz, 
Najar Bhi Mujh Par Hai Aur Nafrat Bhi Mujhse Hi.

कुछ जुदा सा है मेरे महबूब का अंदाज, 

नजर भी मुझ पर है और नफरत भी मुझसे ही.

Phir Yoon Hua Ke Gair Ko Dil Se Laga Liya, 
Andar Wo Nafaratein Thi Ki Baahar Ke Ho Gaye.

फिर यूँ हुआ के गैर को दिल से लगा लिया, 

अंदर वो नफरतें थी कि बाहर के हो गये..

Qatl To Lazim Hai Iss Bewafa Shahar Mein,
Jise Dekho Dil Mein Nafrat Liye Firta Hai.

क़त्ल तो लाजिम है इस बेवफा शहर में, 

जिसे देखो दिल में नफरत लिये फिरता है.
Nafrat Shayari

Lekar Ke Mera Naam Woh Mujhe Kosta Hai, 
Nafrat Hi Sahi Par Woh Mujhe Sochta Hai.

लेकर के मेरा नाम वो मुझे कोसता है, 

नफरत ही सही पर वो मुझे सोचता है.

Nafrat Karne Wale Bhi Ghazab Ka Pyaar Karte Hain, 
Jab Bhi Milte Hain Kahte Hain Ki Tujhe Chhodenge Nahin.

नफरत करने वाले भी गज़ब का प्यार करते हैं, 

जब भी मिलते है कहते हैं कि तुझे छोड़ेंगे नहीं.

Woh Waqt Guzar Gaya Jab Mujhe Teri Aarzoo Thi, 
Ab Tu Khuda Bhi Ban Jaaye To Main Sazda Na Karun.

वो वक़्त गुजर गया जब मुझे तेरी आरज़ू थी, 

अब तू खुदा भी बन जाए तो मैं सज़दा न करूँ.

Kuchh Juda Sa Hai Mere Mahboob Ka Andaaz, 
Najar Bhi Mujh Par Hai Nafrat Bhi MujhSe Hi Hai.

कुछ जुदा सा है मेरे महबूब का अंदाज, 

नजर भी मुझ पर है और नफरत भी मुझसे ही.

Mujhse Nafrat Karni Hai Toh Irade Majboot Rakhna, 
Jara Se Bhi Agar Chooke To Mohabbat Ho Jayegi.

मुझसे नफरत ही करनी है तो इरादे मजबूत रखना, 

जरा से भी अगर चूके तो मोहब्बत हो जायेगी.

Nafrat Shayari

Best 2 Line Nafrat Shayari in Hindi (2021): Click Here

Reactions

Post a Comment

3 Comments